Исполнитель: Индийско
Название песни: Goron ki na
Продолжительность: 06:08
Добавлен: 2015-11-26
Прослушали: 605
goro ki na kalo ki
duniya hain dilwalo ki
ha goro ki na kalo ki
duniya hain dilwalo ki
haske jiye haske mare
hum jaise dilwalo ki
ho goro ki na kalo ki
duniya hain dilwalo ki
gali gali main geet humare gunje subaho sham
hum geeto ke saudagar hain yahi humara kaam
gali gali main geet humare gunje subaho sham
hum geeto ke saudagar hain yahi humara kaam
na sona na chandi, geeto se humko pyar
na sona na chandi, geeto se humko pyar
goro ki na kalo ki
duniya hain dilwalo ki
goro ki na kalo ki
duniya hain dilwalo ki
ha jeena hain din char yahan khush ho ke jee le yaar
karna hai kutch agar tujhe jee
bhar ke kar le pyar
ha jeena hain din char yahan khush ho ke jee le yaar
karna hai kutch agar tujhe jee
bhar ke kar le pyar
kya tera kya mera bhoola de mere yaar
kya tera kya mera bhoola de mere yaar
goro ki na kalo ki
duniya hain dilwalo ki
haske jiye haske mare
hum jaise dilwalo ki
ho goro ki na kalo ki
duniya hain dilwalo ki
ho goro ki na kalo ki